khana bhi hai aaj to
din bhar ki mihnat ke baad
bhookh bhi lag chali hai jor se
par yaad aate hai wo din
jab bhookh lagi hi rahati thi
kyo ki n to karne ko kam tha
n khane ko dana
charo aur pasra the
nangi bhookh ka nazara
aaj mere paas khana bhi hai
bhookh bhi hai
par niwala gale se niche
utarata hi nahi
meri yugo ki tapasya ke bbad
mila yah bhojan
ab bhi sare bhhokho ki bhookh
to nahi mita raha
bhookh akeli meri hi to hai nahi
badi bhhokh lagi hai
bhojan bhi samne hai
par kha nahi ppaauunga mai
mere alaawa
abhi bhi bahut sare hai
unhe bhi bhookh lagi ha
i
kha nahi pata mai
kyo ki tum bhi to bhookhe ho
aaj rahne do
mein kha nahi paaunga
kyon ki meri bhookh ke anant saathi
aaj bhi bhookhe hai
din bhar ki mihnat ke baad
bhookh bhi lag chali hai jor se
par yaad aate hai wo din
jab bhookh lagi hi rahati thi
kyo ki n to karne ko kam tha
n khane ko dana
charo aur pasra the
nangi bhookh ka nazara
aaj mere paas khana bhi hai
bhookh bhi hai
par niwala gale se niche
utarata hi nahi
meri yugo ki tapasya ke bbad
mila yah bhojan
ab bhi sare bhhokho ki bhookh
to nahi mita raha
bhookh akeli meri hi to hai nahi
badi bhhokh lagi hai
bhojan bhi samne hai
par kha nahi ppaauunga mai
mere alaawa
abhi bhi bahut sare hai
unhe bhi bhookh lagi ha
i
kha nahi pata mai
kyo ki tum bhi to bhookhe ho
aaj rahne do
mein kha nahi paaunga
kyon ki meri bhookh ke anant saathi
aaj bhi bhookhe hai
No comments:
Post a Comment