Tuesday, 24 December 2013

Atma bechunga nahi,
apmaan ho to apman hi sahi,
Atma bech kar samman
n kharida hai n kharidunga.
samman mera ho
ya ki tumhara
samman ki raksha mein karunga
atma ko  jalil nahi hone dunga
atma nahi bikegi
lakh apmaan aana chahe to aaye
samman atma bech kar nahi
samman chahiye
samman ke saath
sampurna samman
akhand sammman

No comments:

Post a Comment